Aankhain


Inssani aankhain bhi apna hi makaam rakhti hain
Dunya ki masoomiat ko apny andar samait lain
Roain to dillon ko dehla dain,
Aur jab band hon to dunya ko hi apny ghum main rula dain..

Comments

Popular Posts